Skip to main content

Posts

Showing posts with the label gupt rog ka ayurvedic upchar

gupt rog or gupt rog ka ayurvedic upchar, सभी गुप्त रोगो के घरेलू ओर आयुर्वेदिक उपाये

gupt rog or gopt rog ka ayurvedic upchar,गुप्त रोग के प्रकार कारण और उपाये Nuskhe        hello dosto aaj ham janege gupt rog, gupt rog ke ayurvedic upay,gupt rog ke gharelu upay kya he .dosto pahle ye janlo ki gupt rog he kya. dosto hamare gupt ango se sambandhit kisi bhi  prakar ke rog ko hi gupt rog kaha jata he gupt rog ke bare me hi sochkar log ghabra jate he her inshan yahi chahta he ki use kisi bhi prakar ka rog na ho khas kar ke gupt rog to bilkul na ho per aaj aniiymit jivan galat khan pan gande vicharo me lipt rahna adhik mirch mashalo ka sevan or internet per galat chijo ko dekhane ke karan log kisi na kisi gupt rog se grasit ho rahe he .jo samjhte he bo ilaj me lag jate he per jo samajh kar bhi nahi samajhte bo andar hi andar ghulte rahte he jisase bah sharirik ke santh manshik roop se bhi pidit hote jate he .yahi sochkar ham yanha ye batane bale he ki gupt rog kuon se  he or kaise inhe ayurvedic or ghaleu upayo se thik kiya ja sakta he...